Duniya Hai Patthar Ke Jazbaat Nahi SamajhtiDuniya hai patthar ke jazbaat nahi samajhtiDil mein jo chhupi hai woh baat nahi samajhtiChaand tanha hai taaro ki baraat meinDard magar chand ke zalim raat nahi samajhti
Na milta gam to barbaadi ke afasaane kaha jaateNa milta gam to barbaadi ke afasaane kaha jaateDuniya agar hoti chaman to wiraane kaha jaateChalo acha hua apno me koi gair to niklaSabhi agar hote apne to begane kaha jaate
Chamakte chand ko neend ane lagiChamakte chand ko neend ane lagiApki khushi se duniya jagmagane lagiDekh k apko har kali gungunane lagiAap ko dekhte dekhte mujhe bhi neend ane lagi.
Tan Mahal khubsurti ka Tan haiTan mahal khubsurti ka taHaiSaari duniya ko is par naaHaiPar aaj kal ke baccho kLiye ye bilkul bakwas hai kyon ki roz badalti unkMumtaj hai....Avi
Jazbaat-e-ishq nakaam na hone dengeJazbaat-e-ishq nakaam na hone dengeDil ki duniya mein kabhi shaam na hone dengeDosti ka har ilzaam apne sar par le lengePar dost hum tumhen badnaam na hone denge.
Chand par kali ghata chati to hogi Sitaro ko muskurahat aati to hogi Tum lakh chipawo duniyaChand par kali ghata chati to hogSitaro ko muskurahat aati to hogTum lakh chipawo duniya se magaAkele mein tumhe hamari yaad aati toh hogi.